Thursday, September 20, 2007

NO NAME

Dil karta hai....................

zindagi ki rah mein
ek rahi hi mera humrahi ho
usi rahi ke saath zindagi nibhane ka wada ho.

duniya se dur kahin haseen vadiya ho
jahan bas main hun aur ek woh ho

batien karta rahun usse umar bhar
aur chahra uska meri ankhon ke samne ho

dua hai rab se ki har janam mein mera sang usse ho
jism ho mera dhadhakta dil uska ho

par khuda ki bekhudi dhekho
sambhav nhi yeh sapna kabhi sach ho

usko khone ke dar se main na kuch keh paunga
par kaha nhi to tadaf kar mar jaunga

bhrosa nhi kismat par , pata nhi kya hoga
na keh paunga aur na hi ji paunga


ME TOTALLY CONFUSED

No comments: